Share this with your Friends:

Veham Armaan Malik Lyrics: Gulshan Kumar and T-Series presenting a new Bollywood song Veham sung by Armaan Malik. Music is given by Manan Bhardwaj and lyrics penned by Rashmi Virag. Mixed & Mastered by Eric Pillai @future sound of Mumbai.

Veham Armaan Malik Lyrics
Veham Armaan Malik Lyrics

Aur kisi ko dil mein basana
Humse kabhi yeh hoga nahi
Tujh bin dhadkan ka chal paana
Aisa kabhi bhi socha nahi

Saamne tum ho aur main tumko
Chhu bhi na paaun paas na aaun
Maar de mujhko jaan bhi lele
Mere yakeen ko jeene de

Tu mera hai yeh veham
Rehne de rehne de
Tu mera hai yeh veham
Rehne de rehne de

Ishq jo tumko phir se ho to
Kehna na tum kuchh bhi mujhko

Ho ishq jo tumko phir se ho to
Kehna na tum kuchh bhi mujhko
Sach sun ke main mar jaunga
Jhooth se mann ko behlaane do

Sath bitaye unn lamhon ki
Sath bitaye unn lamhon ki
Khushbu sath mein rehne de

Tu mera hai yeh veham
Rehne de rehne de

Parchhayi se jud ke tumhari
Jism yeh mera sath chalega

Parchhayi se jud ke tumhari
Jism yeh mera sath chalega
Lakh satayegi tanhayi
Yaad se teri mann behlega

Marham saare sath tu leja
Marham saare sath tu leja
Dard ko paas mein rehne de

Tu mera hai yeh veham
Rehne de rehne de

Share this with your Friends: